अपने चेहरे से जो ज़ाहिर है छुपाएँ
अपने चेहरे से जो ज़ाहिर है छुपाएँ कैसे, तेरी मर्ज़ी के मुताबिक़ नज़र आएँ कैसे।
Apne chehre se jo zaahir hai chhupayein kaise, Teri marzi ke mutaabiq nazar aayein kaise.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Waseem Barelvi ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
अपने चेहरे से जो ज़ाहिर है छुपाएँ कैसे, तेरी मर्ज़ी के मुताबिक़ नज़र आएँ कैसे।
Apne chehre se jo zaahir hai chhupayein kaise, Teri marzi ke mutaabiq nazar aayein kaise.
जहाँ रहेगा वहीं रौशनी लुटाएगा, किसी चराग़ का अपना मकाँ नहीं होता।
Jahaan rahega wahin raushni lutaayega, Kisi charaagh ka apna makaan nahi hota.
कौन सी बात कहाँ कैसे कही जाती है, ये सलीक़ा हो तो हर बात सुनी जाती है।
Kaun si baat kahaan kaise kahi jaati hai, Ye saleeqa ho to har baat suni jaati hai.
उसूलों पर जहाँ आँच आए टकराना ज़रूरी है, जो ज़िंदा हो तो फिर ज़िंदा नज़र आना ज़रूरी है।
Usoolon par jahaan aanch aaye takraana zaroori hai, Jo zinda ho to phir zinda nazar aana zaroori hai.