सीने में जलन आँखों में तूफ़ान सा
सीने में जलन आँखों में तूफ़ान सा क्यूँ है, इस शहर में हर शख़्स परेशान सा क्यूँ है।
Seene mein jalan aankhon mein toofaan sa kyun hai, Is shahar mein har shakhs pareshaan sa kyun hai.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Shahryar ki saari 3 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
सीने में जलन आँखों में तूफ़ान सा क्यूँ है, इस शहर में हर शख़्स परेशान सा क्यूँ है।
Seene mein jalan aankhon mein toofaan sa kyun hai, Is shahar mein har shakhs pareshaan sa kyun hai.
दिल चीज़ क्या है आप मिरी जान लीजिए, बस एक बार मेरा कहा मान लीजिए।
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye, Bas ek baar mera kaha maan lijiye.
ज़िंदगी जैसी तवक़्क़ो' थी नहीं कुछ कम है, हर घड़ी होता है एहसास कहीं कुछ कम है।
Zindagi jaisi tawaqqo thi nahin kuchh kam hai, Har ghadi hota hai ehsaas kaheen kuchh kam hai.