उस की याद आई है साँसो ज़रा
उस की याद आई है साँसो ज़रा आहिस्ता चलो, धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है।
Uski yaad aayi hai saanson zara aahista chalo, Dhadkanon se bhi ibaadat mein khalal padta hai.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Rahat Indori ki saari 6 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
उस की याद आई है साँसो ज़रा आहिस्ता चलो, धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है।
Uski yaad aayi hai saanson zara aahista chalo, Dhadkanon se bhi ibaadat mein khalal padta hai.
नींद से मेरा तअल्लुक़ ही नहीं बरसों से, ख़्वाब आ आ के मिरी छत पे टहलते क्यूँ हैं।
Neend se mera taalluq hi nahin barson se, Khwaab aa aa ke miri chhat pe tahalte kyoon hain.
आँख में पानी रखो होंटों पे चिंगारी रखो, ज़िंदा रहना है तो तरकीबें बहुत सारी रखो।
Aankh mein paani rakho honton pe chingaari rakho, Zinda rehna hai to tarkeebein bahut saari rakho.
शाख़ों से टूट जाएँ वो पत्ते नहीं हैं हम, आँधी से कोई कह दे कि औक़ात में रहे।
Shaakhon se toot jaayein wo patte nahi hain hum, Aandhi se koi keh de ki aukaat mein rahe.
मैं मर जाऊँ तो मेरी एक अलग पहचान लिख देना, लहू से मेरी पेशानी पे हिंदुस्तान लिख देना।
Main mar jaaun to meri ek alag pehchaan likh dena, Lahoo se meri peshaani pe Hindustaan likh dena.
दोस्ती जब किसी से की जाए, दुश्मनों की भी राय ली जाए।
Dosti jab kisi se ki jaaye, Dushmanon ki bhi raay li jaaye.