वो तो ख़ुश-बू है हवाओं में बिखर
वो तो ख़ुश-बू है हवाओं में बिखर जाएगा, मसअला फूल का है फूल किधर जाएगा।
Wo to khushboo hai hawaon mein bikhar jayega, Mas'ala phool ka hai phool kidhar jayega.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Parveen Shakir ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
वो तो ख़ुश-बू है हवाओं में बिखर जाएगा, मसअला फूल का है फूल किधर जाएगा।
Wo to khushboo hai hawaon mein bikhar jayega, Mas'ala phool ka hai phool kidhar jayega.
कुछ तो हवा भी सर्द थी कुछ था तिरा ख़याल भी, दिल को ख़ुशी के साथ साथ होता रहा मलाल भी।
Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayaal bhi, Dil ko khushi ke saath-saath hota raha malaal bhi.
मैं सच कहूँगी मगर फिर भी हार जाऊँगी, वो झूट बोलेगा और ला-जवाब कर देगा।
Main sach kahoongi magar phir bhi haar jaungi, Wo jhooth bolega aur laajawaab kar dega.
कैसे कह दूँ कि मुझे छोड़ दिया है उस ने, बात तो सच है मगर बात है रुस्वाई की।
Kaise keh doon ki mujhe chhod diya hai usne, Baat to sach hai magar baat hai ruswaai ki.