दिल में इक लहर सी उठी है
दिल में इक लहर सी उठी है अभी, कोई ताज़ा हवा चली है अभी।
Dil mein ik lehar si uthi hai abhi, Koi taaza hawa chali hai abhi.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Nasir Kazmi ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
दिल में इक लहर सी उठी है अभी, कोई ताज़ा हवा चली है अभी।
Dil mein ik lehar si uthi hai abhi, Koi taaza hawa chali hai abhi.
हमारे घर की दीवारों पे 'नासिर', उदासी बाल खोले सो रही है।
Hamaare ghar ki deewaaron pe 'Nasir', Udaasi baal khole so rahi hai.
गए दिनों का सुराग़ ले कर किधर से आया किधर गया वो, अजीब मानूस अजनबी था मुझे तो हैरान कर गया वो।
Gaye dinon ka suraagh lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo, Ajeeb maanoos ajnabi tha mujhe to hairaan kar gaya wo.
वक़्त अच्छा भी आएगा 'नासिर', ग़म न कर ज़िंदगी पड़ी है अभी।
Waqt achha bhi aayega 'Nasir', Gham na kar zindagi padi hai abhi.