किसी को घर मिला हिस्से में या
किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई, मैं घर में सब से छोटा था मिरे हिस्से में माँ आई।
Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi, Main ghar mein sab se chhota tha mere hisse mein maa aayi.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Munawwar Rana ki saari 3 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई, मैं घर में सब से छोटा था मिरे हिस्से में माँ आई।
Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi, Main ghar mein sab se chhota tha mere hisse mein maa aayi.
लबों पे उस के कभी बद-दु'आ नहीं होती, बस एक माँ है जो मुझ से ख़फ़ा नहीं होती।
Labon pe uske kabhi baddua nahi hoti, Bas ek maa hai jo mujhse khafa nahi hoti.
चलती फिरती हुई आँखों से अज़ाँ देखी है, मैं ने जन्नत तो नहीं देखी है माँ देखी है।
Chalti phirti hui aankhon se azaan dekhi hai, Maine jannat to nahi dekhi hai maa dekhi hai.