Ek shayar, kai ehsaas

Ibn-e-Insha ki shayari

Is sangrah mein Ibn-e-Insha ki saari 2 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.

Saare shayar

Har ehsaas ko ek awaaz

Ibn-e-Insha ki shayari

कल चौदहवीं की रात थी शब भर

कल चौदहवीं की रात थी शब भर रहा चर्चा तिरा, कुछ ने कहा ये चाँद है कुछ ने कहा चेहरा तिरा।

Kal chaudahvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera, Kuch ne kaha ye chaand hai kuch ne kaha chehra tera.

#प्यार   #दो_लाइन_शायरी

'इंशा'-जी उठो अब कूच करो इस शहर

'इंशा'-जी उठो अब कूच करो इस शहर में जी को लगाना क्या, वहशी को सुकूँ से क्या मतलब जोगी का नगर में ठिकाना क्या।

Insha ji utho ab kooch karo is shahar mein jee ko lagaana kya, Wahshi ko sukoon se kya matlab jogi ka nagar mein thikaana kya.

#ज़िंदगी   #दो_लाइन_शायरी

Apne sher ki tasveer banaayein

Tasveer ka aakaar
Rang chunein
Lipi

Tasveer aapke browser mein banti hai. Koi file upload nahin hoti.