शाम से आँख में नमी सी है
शाम से आँख में नमी सी है, आज फिर आप की कमी सी है।
Shaam se aankh mein nami si hai, Aaj phir aapki kami si hai.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Gulzar ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
शाम से आँख में नमी सी है, आज फिर आप की कमी सी है।
Shaam se aankh mein nami si hai, Aaj phir aapki kami si hai.
कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ़, किसी की आँख में हम को भी इंतिज़ार दिखे।
Kabhi to chaunk ke dekhe koi hamaari taraf, Kisi ki aankh mein hum ko bhi intezaar dikhe.
हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते, वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते।
Haath chhootein bhi to rishte nahi chhoda karte, Waqt ki shaakh se lamhe nahi toda karte.
वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर, आदत इस की भी आदमी सी है।
Waqt rehta nahi kahin tik kar, Aadat iski bhi aadmi si hai.