बहुत पहले से उन क़दमों की आहट
बहुत पहले से उन क़दमों की आहट जान लेते हैं, तुझे ऐ ज़िंदगी हम दूर से पहचान लेते हैं।
Bahut pehle se un qadmon ki aahat jaan lete hain, Tujhe ai zindagi hum door se pehchaan lete hain.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Firaq Gorakhpuri ki saari 3 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
बहुत पहले से उन क़दमों की आहट जान लेते हैं, तुझे ऐ ज़िंदगी हम दूर से पहचान लेते हैं।
Bahut pehle se un qadmon ki aahat jaan lete hain, Tujhe ai zindagi hum door se pehchaan lete hain.
शाम भी थी धुआँ धुआँ हुस्न भी था उदास उदास, दिल को कई कहानियाँ याद सी आ के रह गईं।
Shaam bhi thi dhuaan-dhuaan husn bhi tha udaas-udaas, Dil ko kayi kahaaniyan yaad si aa ke reh gayin.
आने वाली नस्लें तुम पर फ़ख़्र करेंगी हम-असरो, जब भी उन को ध्यान आएगा तुम ने 'फ़िराक़' को देखा है।
Aane waali naslein tum par fakhr karengi hum-asro, Jab bhi un ko dhyaan aayega tum ne 'Firaq' ko dekha hai.