गुलों में रंग भरे बाद-ए-नौ-बहार चले
गुलों में रंग भरे बाद-ए-नौ-बहार चले, चले भी आओ कि गुलशन का कारोबार चले।
Gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale, Chale bhi aao ki gulshan ka kaarobaar chale.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Faiz Ahmad Faiz ki saari 8 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
गुलों में रंग भरे बाद-ए-नौ-बहार चले, चले भी आओ कि गुलशन का कारोबार चले।
Gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale, Chale bhi aao ki gulshan ka kaarobaar chale.
दोनों जहान तेरी मोहब्बत में हार के, वो जा रहा है कोई शब-ए-ग़म गुज़ार के।
Dono jahaan teri mohabbat mein haar ke, Wo ja raha hai koi shab-e-gham guzaar ke.
तुम्हारी याद के जब ज़ख़्म भरने लगते हैं, किसी बहाने तुम्हें याद करने लगते हैं।
Tumhaari yaad ke jab zakhm bharne lagte hain, Kisi bahaane tumhein yaad karne lagte hain.
मुझ से पहली सी मोहब्बत मिरी महबूब न माँग, मैं ने समझा था कि तू है तो दरख़्शाँ है हयात।
Mujh se pehli si mohabbat miri mehboob na maang, Maine samjha tha ki tu hai to darakhshan hai hayaat.
वो मिरे हो के भी मिरे न हुए, उन को अपना बना के देख लिया।
Woh mire ho ke bhi mire na hue, Un ko apna bana ke dekh liya.
बोल कि लब आज़ाद हैं तेरे, बोल ज़बाँ अब तक तेरी है।
Bol ki lab aazaad hain tere, Bol zabaan ab tak teri hai.
जिस धज से कोई मक़्तल में गया वो शान सलामत रहती है, ये जान तो आनी जानी है इस जाँ की तो कोई बात नहीं।
Jis dhaj se koi maqtal mein gaya wo shaan salaamat rehti hai, Ye jaan to aani jaani hai is jaan ki to koi baat nahi.
आए कुछ अब्र कुछ शराब आए, इस के ब'अद आए जो अज़ाब आए।
Aaye kuch abr kuch sharaab aaye, Is ke baad aaye jo azaab aaye.