हो गई है पीर पर्वत सी पिघलनी
हो गई है पीर पर्वत सी पिघलनी चाहिए, इस हिमालय से कोई गंगा निकलनी चाहिए।
Ho gayi hai peer parvat-si pighalni chahiye, Is Himalaya se koi Ganga nikalni chahiye.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Dushyant Kumar ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
हो गई है पीर पर्वत सी पिघलनी चाहिए, इस हिमालय से कोई गंगा निकलनी चाहिए।
Ho gayi hai peer parvat-si pighalni chahiye, Is Himalaya se koi Ganga nikalni chahiye.
सिर्फ़ हंगामा खड़ा करना मिरा मक़्सद नहीं, मेरी कोशिश है कि ये सूरत बदलनी चाहिए।
Sirf hangaama khada karna mera maqsad nahi, Meri koshish hai ki ye soorat badalni chahiye.
मेरे सीने में नहीं तो तेरे सीने में सही, हो कहीं भी आग लेकिन आग जलनी चाहिए।
Mere seene mein nahi to tere seene mein sahi, Ho kahin bhi aag lekin aag jalni chahiye.
कैसे आकाश में सूराख़ नहीं हो सकता, एक पत्थर तो तबीअ'त से उछालो यारो।
Kaise aakaash mein sooraakh nahin ho sakta, Ek patthar to tabiyat se uchhaalo yaaro.