लगता नहीं है दिल मिरा उजड़े दयार
लगता नहीं है दिल मिरा उजड़े दयार में, किस की बनी है आलम-ए-ना-पाएदार में।
Lagta nahi hai dil mira ujde dayaar mein, Kis ki bani hai aalam-e-naapaayedaar mein.
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Bahadur Shah Zafar ki saari 2 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
लगता नहीं है दिल मिरा उजड़े दयार में, किस की बनी है आलम-ए-ना-पाएदार में।
Lagta nahi hai dil mira ujde dayaar mein, Kis ki bani hai aalam-e-naapaayedaar mein.
कितना है बद-नसीब 'ज़फ़र' दफ़्न के लिए, दो गज़ ज़मीन भी न मिली कू-ए-यार में।
Kitna hai badnaseeb 'Zafar' dafn ke liye, Do gaz zameen bhi na mili koo-e-yaar mein.