बाज़ार से गुज़रा हूँ
दुनिया में हूँ दुनिया का तलबगार नहीं हूँ, बाज़ार से गुज़रा हूँ ख़रीदार नहीं हूँ।
Duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon, Baazaar se guzra hoon khareedaar nahin hoon.
Lafzon ke maayne
तलबगार: चाह रखने वाला।
Ek shayar, kai ehsaas
Is sangrah mein Akbar Allahabadi ki saari 4 rachnaayein. Hindi aur Hinglish mein padhiye, apni pasand sahejiye aur kisi apne se share keejiye.
Saare shayarHar ehsaas ko ek awaaz
दुनिया में हूँ दुनिया का तलबगार नहीं हूँ, बाज़ार से गुज़रा हूँ ख़रीदार नहीं हूँ।
Duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon, Baazaar se guzra hoon khareedaar nahin hoon.
तलबगार: चाह रखने वाला।
हम आह भी करते हैं तो हो जाते हैं बदनाम, वो क़त्ल भी करते हैं तो चर्चा नहीं होता।
Hum aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaam, Woh qatl bhi karte hain to charcha nahin hota.
इश्क़ नाज़ुक-मिज़ाज है बेहद, अक़्ल का बोझ उठा नहीं सकता।
Ishq naazuk-mizaaj hai behad, Aql ka bojh utha nahin sakta.
नाज़ुक-मिज़ाज: कोमल स्वभाव वाला।
खींचो न कमानों को न तलवार निकालो, जब तोप मुक़ाबिल हो तो अख़बार निकालो।
Kheencho na kamaanon ko na talwaar nikaalo, Jab top muqaabil ho to akhbaar nikaalo.